Mohabbat Ki Nahin Jaati hindi song lyrics from the movie 'Hero No. 1' (1997). Mohabbat Ki Nahin Jaati song lyrics in English. The song 'Mohabbat Ki Nahin Jaati' is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan. The music of the song Mohabbat Ki Nahin Jaati is composed by Anand-Milind (Anand Shrivastav, Milind Shrivastav).
Lyrics of the song "Mohabbat Ki Nahin Jaati" are penned by Sameer. Hero No. 1 Movie Star Cast : Govinda, Karishma Kapoor. Mohabbat Ki Nahin Jaati Lyrics in Hindi. 90's Old Bollywood Song Mohabbat Ki Nahin lyrics.
Mohabbat Ki Nahin Jaati Lyrics
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine
Suna hai tune
Yehi kehte hain zamanewale
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar mere yaar
Suna hai maine
Suna hai tune
Yehi kehte hain zamanewale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Kabhi zor dil pe to chalta nahin
Koi jaanke na deewana bane
Mohabbat ka toofan rukta nahin
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bhale laakh dushman zamaana bane
Bagaawat ki nahin jaati
Bagaawat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine
Suna hai tune
Yehi kehte hain zamanewale
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Mujhe neend aayi nahin raat bhar
Main bistar par karvat badalti rahi
Tere khwaab mujhko jagaate rahe
Meri har tamanna machalti rahi
Meri har tamanna machalti rahi
Ye haalat ki nahin jaati
Ye haalat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Suna hai maine
Suna hai tune
Yehi kehte hain zamanewale
Sharaarat ki nahin jaati
Sharaarat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
Mohabbat ki nahin jaati
Mohabbat ho jaati hai
Mere yaar o mere yaar
🎧 Song Credits :
♪ Song : Mohabbat Ki Nahin Jaati
♪ Singer : Sadhana Sargam, Udit Narayan
♪ Musician : Anand-Milind
♪ Lyricist : Sameer
♪ Movie : Hero No 1 (1997)
♪ Star Cast : Govinda, Karisma Kapoor
♪ Lable : Tips Music
♪ Mohabbat Ki Nahin Jaati Song Lyrics in English
0 Comments