Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau Lyrics | Udit Narayan & Alka Yagnik | Raja |
Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau lyrics hindi love song is from the movie 'Raja' (1995). Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau song lyrics in English. The song 'Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau' is sung by Alka Yagnik and Udit Narayan. The music of the song Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau is composed by Nadeem - Shravan. Nadeem Shravan is an Indian musical director duo Nadeem Akhtar Saifi and Shravan Kumar Rathod.
Lyrics of the song "Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau" are penned by Sameer. Raja Movie Star Cast : Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit. "Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau" is 90s Hindi Romantic Love Song. Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau Lyrics Hindi. Ankhiyan milaaye kabhi ankhiyan churaaye Lyrics In English.
Ankhiyan Milau Kabhi Ankhiyan Churau Lyrics
Ankhiya milaun kabhi
Ankhiyan churaun
Kya tune kiya jaadu
Ankhiyaan milaaun kabhi
Ankhiyaan churaaun
Kya tune kiya jaadu
Kabhi ghabraaun
Kabhi gale lag jaaun
Mera khud pe nahin kaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Ankhiyan milaaye kabhi
Ankhiyan churaaye
Kya maine kiya jaadu
Ankhiyan milaaye kabhi
Ankhiyan churaaye
Kya maine kiya jaadu
Kabhi ghabraaye
Kabhi gale lag jaaye
Tera khud pe nahi kaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghru
Aise to deewaane
Mujhe pyaar na kar
Aati hai sharam
Deedaar na kar
Chain churaake takraar na kar
Tujhko kasam inkaar na kar
Tere armaanon mein
Sanwar gayi main
Tune mujhe dekha to
Nikhar gayi main
Dekha jab tujhko
Thaher gaya main
Aise hi adaaon pe to
Mar gaya main
Ankhiya milaun kabhi
Ankhiyan churaun
Kya tune kiya jaadu
Ankhiyaan milaaun kabhi
Ankhiyaan churaaun
Kya tune kiya jaadu
Kabhi ghabraaun
Kabhi gale lag jaaun
Mera khud pe nahin kaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Meri jaane jaana
Kya cheez hai tu
Mujhko to jaan se
Aziz hai tu
Itni na kar taarif meri
Jaanu main to jaanu
Chaahat kya teri
Teri ulfat ka nasha chhaa gaya
Kuch bhi ho jaane jaan
Maza aa gaya
Dheere dheere
Duniya se door hui
Ishq mein tere
Main to choor hui
Ankhiya milaun kabhi
Ankhiyan churaun
Kya tune kiya jaadu
Ankhiyaan milaaun kabhi
Ankhiyaan churaaun
Kya tune kiya jaadu
Kabhi ghabraaun
kabhi gale lag jaaun
Mera khud pe nahin kaabu
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
Bina paayal ke hi baje ghunghroo
🎧 Song Credits :
♪ Song : Ankhiya Milau Kabhi Ankhiyan Churau
♪ Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan
♪ Musician : Nadeem-Shravan
♪ Lyricist : Sameer
♪ Movie : Raja (1995)
♪ Star Cast : Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit
♪ Lable : Tips Music
See More Songs of Raja 1995
0 Comments