Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Lyrics | Hariharan | A R Rahman | Roja

The patriotic song Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai is from the movie 'Roja' (1992). The desh bhakti song 'Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai' is sung by Hariharan. The music of the deshbhakti song Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai is composed by A R Rahman.


Lyrics of the desh prem song "Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai" are penned by P. K. Mishra. Roja Movie Star Cast : Madhoo, Arvind Swamy, Pankaj Kapoor. Deshprem geet Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Lyrics in Hindi. Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Song Lyrics in English.



Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Lyrics


Bhaarat humko jaan se pyara hai

Sabse nyara gulistaan humara hai

Bhaarat humko jaan se pyara hai

Sabse nyara gulistaan humara hai


Sadiyon se bhaarat bhumi, duniya kii shaan hai

Bhaarat maa kii raksha mein jeeivan qurban hai

Bhaarat humko jaan se pyara hai

Sabse nyara, gulistaan humara hai


Ujde nahin apna chaman

Tute nahin apna watan

Gumraah naa karde koyi

Barbaad naa karde koyi

Mandir yahan, masjid yahan

Hindu yahan, muslim yahan

Milte rahe hum pyaar se Jago



Hindustani naam... humara hai

Sabse pyara, desh humara hai

Hindustani naam... humara hai

Sabse pyara, desh humara hai


Janmabhumi hai... humari shaan se kahenge hum

Sabhi to bhai-bhai pyaar se rahenge hum

Hindustani naam... humara hai

Sabse pyara, desh humara hai


Asham se gujrat tak

Bangal se maharastra tak

Jati kayi dhun ek hai

Bhasha kayi sur ek hai


kashmiir se madrash tak

Kah do sabhi hum ek hain

Awaaz do ham ek hain Jago...



🎧 Song Credits :


♪ Song : Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai 

♪ Singer : Hariharan

♪ Musician : A R Rahman

♪ Lyricist : P K Mishra

♪ Movie : Roja (1992)

♪ Star Cast : Madhoo, Arvind Swamy, Pankaj Kapoor.

♪ Lable : Shemaroo Entertainment

♪ Bharat Humko Jaan Se Pyara Hai Song lyrics in Hindi.


See More Songs of Roja 1992

Post a Comment

0 Comments